mein ne har pal tuj ko pukara maa kahan ho,..tere bin nahi jeena gawara maa kahan ho..talatum khaiz mojai aur mein hon..nahi koi kinara maa kahan
ho...aaj phir yaad aaya tere aanchal mein chupna..dukhon ne mujhe ko mara maa kahan ho.mera matha choomo,mujhe seene laga lo..lot aya ha nazeer
tumhara maa kahan ho

0 comments:

Post a Comment